How To Un Repost On TikTok?

TikTok ek online plateform hain, Jo hmare bich lagatar majedar video pes karta hain, aur  hamare dhayan ko aapni or akarsit karta hain. TikTok ek aanokha app hain yah app logo ke man ko bhane  vala app hain, Jo lokpriya aadio,video ke liye manch taiyar kar  raha hain, jo kabhi kabhi instagram tak pahuch jate hain, Jo kai bar online jagho par dekhane ko milte hain. Aaiye is article ke madhyam se jante hai how to un repost on tiktok?

How To Un Repost On TikTok?

TikTok ek repost feature aapko aapne darshako ke sath sajha karne ke liye aapne tiktok khat se dusre user ke TikTok ko dobara post karane ki subidha deti hain, Reporting subidha aapne darshako ke sath share karne ke liye dusro se anumati deti hain, 2022 me aadhik feacture lanch karne se pahle TikTok ne January 2022 me “Repost” buttan ka parikshan  karna shuru kiya.

How To Repost on TikTok?

Yadi aap aapne tiktok par content ko behtar aur users tak pahuchane ka nata chahte hain  to aap Repost karna shuru kare, Yah app twitter,Meta aur instagram ke tulna me Tiktok ko video post krne ki sahbhagita aadhik milti hain. 

how to un repost on tiktok
how to un repost on tiktok

Agr aap bhi tiktok par achhi aur behtar video repost krna chahte hai to niche btaye gaye steps ka follow kare.

  1. Vah video dekhe jise aap dobara post karna chahate hain.
  2. “Share” buttan pres kare aur “Repost” chune.
  3. Aapne “Repost” me ek tippadi jode.
  4. Tiktok khole aur aapni pasand ki video khoje.
  5. Sahi video mil jaye to us share buttan par tap Karen, aab aap hone vale viklapo me se “repost” ka option chune.
  6. “Repost” par click akren, aur aapne vichar aapne users ke sath sajha Karen.

TikTok Par Repost Karne Ke Fayade

Jab aap tiktok par ko repost karte hain  To aap anivarya rup se samagri le rahe hain, aur use aapne user ke samne rakh arhe hote hain,  samgri ke mul upyogkarta ko post ka shreya diya jayega.

Aap jante hain ki tiktok par Repost karne se aapko kai tarh ke fayde ho sakte hain.

  1. Aapni svyam ki samagri banana me kam samy vyatit kare lekin fir bhi drishyam rahe.
  2. Aapne brand ke vibhinn pahaluo ko parsit Karen.
  3. Aapne users ke bich vishvas sthapit Karen.

How To Un Repost After Refreshing?

Jab maine kuchh hi minutes me kai tiktok video repost kiye aur shant hone ke bad mujhe ahsas huaa kee mujhe un sabhi repost ko mere account se hata dena chahiye, kyoki jo video maine repost kiye the, vo ek rajniti party k paksh me samrthan kar kara tha, maine aapne sabhi repost ko unpost karne ka faisala liya, Report feature ek achhchha feature hain, lekin kabhi kabhi aise features ko aapni profile se hata deni chahiye, kyuki ye aapke liye samsya khadi kar sakti hain, Refersh karne ke bad tiktok repost ko kaise hata sakte hain.

Sabse pahle aapko tiktok account >>”profile” tap Karen >>”Repost” icon par click akren >> fir video par tap kare aur repost ko hataye >>

TikTok Par Repost Karte Time Dhyan Rakhne Yogy Bate

  • Mul nirmata ko shreya de. Aur unke username ko tag karen.
  • Tiktok video ko Repost kare jisme aapko hansa-hansa kar lot pot kar diya.
  • tiktok par video repost karne ke liye sahi samy chune.

Find Word

Tiktok ko repost karana aur aapne users ko shamil karne aur aadhik views pane ka sandar tarika hain, Lekin aapko Upar bataya gaya hain. Lekin upr btaye gaye steps ka follow karna bhi jruri hai .

Conclusion

Tiktok par repost karna bahut hi aasan hain, aur kuchh hi buttan par click karane ke bad repost kiya ja sakta hain, is lekh me bataye gaye  niymo ka palan Karen, aapne dvara share kiye gaye video ko niymit rup se samiksha Karen, aur yah dekhe ki aapke darshko ko kya pasand hain, aur kya chijh unhe jode rakh sakti hain, aapne users ke prati sachet rahen, Aur yah sunuschit Karen ki kya aapka tiltok video akarsh hain, Jo dekhana pasand hain uske anurup bana rahen, isliye chek karte rahen, aur aapne tiktok upsathiti ko chamkate huaa dekhe,

Sharing Is Caring:

Leave a Comment